Friday, February 25, 2011

Jaanta hu ke bewafa hain who - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

Jaanta hu ke bewafa hain who,
Fir bhi dil ke haatho fareb khata hu.
Roz kehta hu ki bhool jaaunga usko,
Roz isi baat ko bhool jaata hu.

kisi k 1 aanso per hazaron dil - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

kisi k 1 aanso per hazaron dil tarap uthtay hen
kisi ka umer bher rona unhi bekar jata he

Bohat chaha usee magar - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

Bohat chaha magar unhain bhula na sakay,
Khayalon main kisi aur ko laa na sakay,

Usko daikh k ansu to poch liye,
Par kisi or ko daikh k muskura na sakay

Jane kis baat ki mujhko saza deta hai - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

ane kis baat ki mujhko saza deta hai,
meri hasti hui ankhon ko rula deta hai,
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.

Maza kis main hai - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

Na mila dil ka qadardaan is zamanay main,
Yeh sheesha toot gaya hai daikhnay aur dekhanay main,

Gii main aata hai ek roz shamma say pochoon,
Maza kis main hai, jalnay main ya jalanay main…?

Tuesday, February 22, 2011

Thukra k usne mujhko - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

Thukra k usne mujhko kaha muskura do,
Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha..

Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi,
Usne khoya woh jo sirf usi ka tha…..!

mumkin nahin hai milan apna - Bewafa Sms, Sad Sms, Bewafa Shayari, Sad Poetry, Bewafa Urdu Sad sms, Hindi Sad sms, Dard Sms And Tragedy Sms

maana k mumkin nahin hai milan apna ,
per is umeed pe baandh rakha hai tujh se dil ka rishta
k shayed takdeer likhty samay dil bhar aaye kaatib-e- takdeer ka